Mohammad(Sallallaho Alahee wasallam) hamaaray bari shaan waalay
"Labbaik Ya Rasool Allah(Sallallaho Alahee wasallam)" <[email protected]> Sat, 08 Apr 2006 17:37:24 -0000
| Newsgroups | gmane.org.students.paistan |
|---|---|
| Message-ID | <[email protected]> |
Tamaam muslims ko Millad-un-Nabi(Sallallaho Alahee wasallam) ho Tamaam muslims puray josh aur jazbay kay saath Millad-un-Nabi (Sallallaho Alahee wasallam) ko manaen. Yeh woh waqt hai jab Europen media Hazrat Muhammad(Sallallaho Alahee wasallam) ki azmat aur shaan per hamla ker chuka hai magar yeh Kuffaar yeh bhol gay kay: Aqal walay hotay to Khuda say na laraai letay Yeh ghataaen ,usay manzoor barhaana tera Jab Shan-e-Mohammad ko Khuda barha raha hai to phir kon Hazrat Muhammad (Sallallaho Alahee wasallam) ki shaan ko kam ker sakta hai Mith gay,mittay hain,mith jaen gay aedaa teray na mitha hai na mitthay ga kabhi charcha tera Hazrat Muhammad(Sallallaho Alahee wasallam) kay dushman mith gay,mith ray hain aur mith jaen gay ,lekin Aap (Sallallaho Alahee wasallam) ka charcha hamesha raiy ga Mustupha jaan-e-Rahmat pay lakhoon salaam Shama-e-Bazm-e-Hidayat pay lakhoon salaam Huzoor (Sallallaho Alahee wasallam)ka millad mana ker cartoon bananay waloon ko bata dain kay: Raiga younhee un ka charcha raiga paray khaakh ho jaaen jal janay walay --------------------------- VU-GROUP Moderators emails --------------------------- [email protected] [email protected] [email protected] --------------------------- If you don't want to receive emails from VU-GROUP,send an email to the following email address:- [email protected] Or mail at: [email protected] Yahoo! Groups Links <*> To visit your group on the web, go to: http://groups.yahoo.com/group/VU-GROUP/ <*> To unsubscribe from this group, send an email to: [email protected] <*> Your use of Yahoo! Groups is subject to: http://docs.yahoo.com/info/terms/