[dylug] Munnabhai Software Engineer!

abhijit deodhar <[email protected]> Wed, 8 Dec 2004 06:39:32 +0000 (GMT)
Newsgroups gmane.user-groups.linux.dylug
Message-ID <[email protected]>
REad and NJoy!!!


--------------------------------------------
appun jaise tappori s/w Engg. ko kya maalum...        
    
saala programming kis chidiya kaa naam hai...         
    
template me subclassing karke apanaa timepass hota    
    
hai....                                               
    
copy paste kaa kaam miltaa hai bass appun             
    
khush...!!!                                           
    
fir yeh coding kaa lafdaa locha kaiko?                
    
are kaiko ?                                           
    
arre kaiko re?                                        
    
                                                      
    
fir ek din boleto appun ko assignment mila.....       
    
ya haaaaaaaaaa!!!!                                    
    
                                                      
    
saala appun ka khopdi chakkar kha gaya ...            
    
computer ke saath dil saala takkar kha gayaa...!!!    
    
                                                      
    
appun ko lagaa appun kaa beda paar ho gaya...         
    
boleto baap saala appun ko bhi kaam mil gaya...!!!    
    
                                                      
    
din bhar appun computer ke aagge...                   
    
koi lafdaa nahi kuch nahi...                          
    
tin din naa Raghu se raada na Abbhi se pangaa         
    
bass choop chaap...                                   
    
                                                      
    
appun kaa bhidulog saala dar gaya...                  
    
bola kya be manya saala tu bhi programmer bann        
    
gaya...!!!                                            
    
                                                      
    
phir ek din appun ko kaam kartaa dekh vikya bola...   
    
ye mannubhai kya coding bana rela hai baap...!!!      
    
vikya ko pakdaa... bola idhar aa shahane tereko       
    
coding seekhataa hai...                               
    
saale ko itnaa dhoyaa itnaa dhoyaa... abhi tak        
    
thobdaa waakadaa hai ...                              
    
aur aaj tak uska forms ke saath chattis kaa aakdaa    
    
hai...!!!                                             
    
                                                      
    
samzaa ...?                                           
    
samzaa...?                                            
    
samzaaa naa...?                                       
    
                                                      
    
(fir ...? fir kya huwa..?)                            
    
                                                      
    
fir ek din appun ne coding poora kar diya...          
    
form poora karke appun ne testing ko bhej diya...!!!  
    
lagataa tha ab appun kaa kaam khatam ho gaya...!!!    
    
par DTS me issues dekhake sala appun darr gaya...!!!  
    
                                                      
    
appun ke saamne tester ne mere coding me ki galtiyaa  
    
nikali... aapun ke                                    
    
coding ki poori waat laga di.... appun udharich       
    
khadaa thaa... par appun                              
    
kuch nahi bola... kaiko bolega? kaiko...?             
    
                                                      
    
saala ek, ek kaam kiya thaa... usme bhi itne bugs...  
    
par appun ek aansu nahi roya...                       
    
kaiko royega...?                                      
    
kaiko..?                                              
    
                                                      
    
saala appunich yedaa thaa naa...!!!                   
    
                                                      
    
agale din se phir wohi life chalu...                  
    
wohi gande mails forward karnaa, wohi messages, wohi  
    
template.... saala                                    
    
itnaa mails forward kiya...itnaa mails forward        
    
kiya... log samze mail                                
    
server down hoyega... bhoolneka hai bhoolneka hai     
    
par kya karega...!!!                                  
    
                                                      
    
training milke bhi jab kaam nahi miltaa hai...        
    
haa thoda bore huwa par chaltaa hai...                
    
                                                      
    
training milke bhi jab kaam nahi miltaa hai...        
    
haa thoda bore huwa par chaltaa hai...                
    
                                                      
    
(phir ...? phir kya huwa..?)                          
    
                                                      
    
fir ...?                                              
    
fir kya...?                                           
    
                                                      
    
fir agale din appun ko aur ek assignment mila...!!!   
    
shaappak...                                           
    
                                                      
    
saala appun ka khopdi phir chakkar kha gaya ...       
    
                                                      
    
computer ke saath dil saala phir takkar kha           
    
gayaa...!!!                                           
    
                                                      
    
ho ho ho hoooooooooooooooooooooooooooooooooo          
    

Regards,
AD.

________________________________________________________________________
Yahoo! India Matrimony: Find your life partner online
Go to: http://yahoo.shaadi.com/india-matrimony


------------------------ Yahoo! Groups Sponsor --------------------~--> 
Make a clean sweep of pop-up ads. Yahoo! Companion Toolbar.
Now with Pop-Up Blocker. Get it for free!
http://us.click.yahoo.com/L5YrjA/eSIIAA/yQLSAA/zCsqlB/TM
--------------------------------------------------------------------~->